tarsti hey nighahe meri

  Tarsti hey nighahey meri 

Jaaye kahaan hai wafa yahaan raahegaan

Saahiban jo laga tha kabhi
Woh fareb-e-nazar aasmaan
Ab sharafat nahi ye rivayat nahi baaqi
Ho kisi ki kadar aisi aadat nahi baaqi

Aisa nahi kahin koi hai
Ghalat fehmi jo bani hai
Khoya nahi apnaapan
Ehsaas ki raah chuni hai

Tarasti hain nigaahein meri
Takti hain raahein teri
Sunn kabhi aahein meri
Yeh kaise main bataaun
Tujhe soti nahin aankhein meri
Kat’ti nahin raatein meri

Ki Khawaaishein pe khabon ki barishein
Azaabon ki kahaan kahin gayi
Dhoop mere hisse ke sawabon ki
Ki dard bhare naalon pe
Kar karam sawalon ke
Kyun sitam hai tera tere chaahne walon pe9

Leave a Reply